Some of the Compositions...
Songs... Phrases... Sentences...Dialogues... where the Choice of the
Words has caught my attention! The words that raise a feeling that can only be
expressed as 'kya baat hai.."
- A phrase from song Ek
Haseena Thi... movie Karz
Shakla Anjaan Thi, Akla
Hairan Thi...
- Dialogues from Sholey...
there are so many of them...
Khota sikka to dono hi taraf se khota hota hai... Sikke aur insan me shayad yehi fark hai...
Loha garam hai, maar do hathoda.
Saap ko hathon se nahi pairo se
kuchla jaata hai... tere liye to mere pair hi kaafi hai..
- Surely next in line are
dialogues from Lagaan
Bhuvan, tu gili chutki main namak
pakad raha hai!
- A phrase from R S Khurmi's
books...
A little consideration will show
that... ... ...
- A phrase from song Pungi....
Movie Agent Vinod
Jhoothi kasmein joothe vaade mujhe
english mein rataa kar, kahan chal di kahan chal di pyar ki pungi baja kar...
- A phrase from song Pal Pal
Hai Bhaari.... Movie Swadesh
Ram Hi Hai Ekta Mein, Pragati Mein Ram Hai.
Ram Bas Bhakton Nahin, Shatru Ke Bhi Chintan Mein Hai
Dekh Taj Ke Paap Raavan, Ram Tere Man Mein Hai.
Ram Tere Man Mein Hai, Ram Mere Man Mein Hai...
Ram To Ghar Ghar Mein Hai, Ram Har Aangan Mein Hai.
Man Se Rawan Jo Nikale, Ram Usake Man Mein Hai....
Ram Bas Bhakton Nahin, Shatru Ke Bhi Chintan Mein Hai
Dekh Taj Ke Paap Raavan, Ram Tere Man Mein Hai.
Ram Tere Man Mein Hai, Ram Mere Man Mein Hai...
Ram To Ghar Ghar Mein Hai, Ram Har Aangan Mein Hai.
Man Se Rawan Jo Nikale, Ram Usake Man Mein Hai....
- A phrase from title track of Movie Amar Akbar Anthony
Sapan salone le kar aayi hau yeh raat saloni, ek jagah jab jamah ho teeno...
- A phrase from Kun Faya of Movie Rockstar
Ab
Mujhko Bhi ho Deedar Mera..
Kar
de Mujhe... Mujhse... hi Rihaa..
Mujhse...
hi Rihaaaa.....
- A phrase from song Dangal-Dangal.. movie Dangal
Baawle hathi si, har Chunauti hai re,
Saamne khadi, ghoor ke badi, aankh dikhlati hai
To Aankh se uski Aankh mila kar
Bhid Jaane ka naam hai pyare
Dangal Dangal..